disciple of Sudhanshuji Maharaj

WELCOME

WELCOME TO THIS BLOG

PLEASE VISIT UPTO END OF THIS BLOG

please visit this group

Google Groups
Subscribe to Vishwa Jagriti mission
Email:
Visit this group

AdSense code

Blog Archive

About Me

My photo
parampujy Guruvar Sudhanshuji Maharaj ka Shishay

Saturday, April 7, 2012

आज का विचार - 6/4/12



---------- Forwarded message ----------
From: Praveen Verma


बात इतनी नहीं कि किसके पास कितना है, बात यह जरूर है कि कितना पाकर कौन कितना खुश रहता है, कितना आनन्द मनाता है।

  

परम पूज्य सुधांशुजी महाराज   You are not measured by how much you have but how happy and blissful you are with whatever you have.

 

 

Humble Devotee 

 

 

 

 

SECOND DAY OF DIVINE SATSANG FROM MEERUT


HARI OM FRIENDS!!! SECOND DAY OF DIVINE SATSANG FROM MEERUT FOR US BY 

OUR DEAREST KIRAN!!!


READ AND FOLLOW AND THANK KIRAN AND GURUJI!!! 

JAB DIL MEIN PYAAS HO TO KAHIN NA KAHIN SE AMRIT MIL HI JAATA HAI!!! HARI 

\OM!!

Aasmaan me paani dikhai nahi deta lekin baarish hoti dikhti hai

Gile shikvey na dil se laga lena; 

kabhi maan jaana kabhi manaa lena!

Jindagi mein hamesha khush rahna; 

kabhi has lena kabhi hasa lena!

Majburi ka naam sabra rakh liya hai insaan ne

Shaktiyan os ki boondon ki tarha hoti hai jo hamare andar hoti hai par dikhti nahi hain!

Dheeraj manusya ka pita hai

maa -maaf karo or aage badho

Krodh ka sahi upyog karna //

neecha dikhane wale ko samman do.

Guruji bol rahe hai .........

Phool bankar muskurana jindagi hai 

muskura kar gam bhulana jindagi hai

jeet kar khus ho gaye kya bada kiya

haar kar bhi muskuraana jindagi hai!


manushya ki galti hai ki wo dukh ke karm karta hai or sukh ke natize chahta hai. Guruji 

says..khud ko koi nahi badalta or bhagwan se chahta hai ki wo apne niyam badal de....!!

naarajgi shabdon tak rahe dil me nahi or prem dil me rahe shabdon mein nahin! Guruji 

esa bata rahe hai...

Friday, April 6, 2012

Fwd: [GURUVAR KI AMRITVAANI] aaj guruji ne bhot saari acchi baate batai or...



---------- Forwarded message ----------
From: Kiran Agarwaal <notification+zvefelze@facebookmail.com>
Date: 2012/4/6
Subject: [GURUVAR KI AMRITVAANI] aaj guruji ne bhot saari acchi baate batai or...
To: GURUVAR KI AMRITVAANI <guruvarkiamritvani@groups.facebook.com>


aaj guruji ne bhot saari acchi baate batai or...
Kiran Agarwaal 6 April 12:20
aaj guruji ne bhot saari acchi baate batai or kaha inko dairy me likho.
Pata hai friends me dairy nahi le gai thee fir maina apne cell par likh kar aap sabko bhi suna diya Jarur se padhna
Hari om...
Ekagrta se dhyaan me baithna sikho
aasan ko jitna sikho utna accha

Kuch log mahaan kaise bane
concentration se
apne kaam me dubne par hi safalta milti hai
or tabhi dhyaan karna aa jaayega

Jindgi ko asaan banana hai to kathinaio se ladna sikho
Dunia par raaj karna hai to khud se pyaar karna sikho

Tesri baat hai anushasan ke bina jindgi nahi savar sakti
Yojna baddh manushya chand taaro ko bhi apni mutti me kaid kar sakte hai

Vytha jinadgi me ho vyvstha karo
chinta jindgi me ho to chintan karo jindgi sawar jayegi! guruji esa bata rahe hai

Bina system ke jeevan kabadi ki dukaan ki tarha hoti hai
Jindgi ko bekar ki baato me mat gavao //jindagi me shanti se vikas hoga
jindagi mein vavastha banao tabhi shanti ka phool khilega

Unhe dikha do ki hum bekar ki baaten nahi kar rahe hai
ramesh ji ye sab guruji ne note karke baar-2 manan karne ke liye kaha hai so agar aap chahe to inko note kar le kyuki inki koi recording nahi hui hai
Aandhi tufano ke beech bhi haste muskarate jiyo kisi ko swayam par hawi mat hone do!
Shant rahna sikhe, hase gungunaye mast rahe, man ki ashanti ko hatakar mann ka vikas karo
Guru dev ke paas jaane se pahle mann ko khali karke jao jise gurudev qyaan se bhar sake or parmatma use bhar de
Ulte bartan me barish ka paani kabhi nahi bharta isliye jaago or us parmatma ke diye deen rupi sone ke sikke ko gyan ke dwara sahi samay par sahi jagha istemaal karunga

Man to kab jaanega kab sikhega// ab me aqnl din ko barbaad nahi hone dunga
Prem sabdo mein rahe//dilon me rahe guruji esa kah rahe hai

Har subha ko bhagwan ka prashaad samjhe or uske pal pal ko sundarta se prabhu ke bhajan se bhagwan se hriday se juda rahunga
Me shaalhinta se din vyatit karunga ki koi mujhse mile to vaha khush ho jaaye phool ki tarh mahke

Parampita din rupi sikka roj dete hai jise paanch thag le jaate hai kaam krodh mad lobh moh!

Shant rahunga aapke dwara diye gaye avsaro ka laabh uthaunga
Me sankalp leta hu ki me khush rahte hue vytit karunga//
mein satark rahunga saawdhan rahunga.

guruji ne kaha ki laaparwahi ka tyag or drid sankalp karo
aap apni laparwahi komaaf kar sakte hai par kudrat maaf nahi karti!

View Post on Facebook · Edit email settings · Reply to this email to add a comment.

Labels

express electronics

Deal of the Week

kmart add

kmart ad